Toast the saffron strands very lightly. Crush the saffron strands finely and place in a small bowl. Add milk and crushed seeds. Stir well and leave to cool.
Melt the butter in a frying pan, add sugar, cassia or cinnamon and stir well. Peel and slice the bananas and fry both sides gently for about 1 minute. Remove from the pan and place the fried banana slices in the serving glasses.
Mix the yogurt with the cold spiced milk and the honey. Spoon the mixture on top of the banana and liberally sprinkle the surface with toasted flaked almond. If wished, chill before serving.
Age: 124
7819 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
jis terha her cheez ki khasiat chahay wo achi ya buri hai biyan kernay lay liye mukhtalif ilfaz hain isi terha kisi cheez ki chahay wo cheez ya insan ho, kay naqsh o nigar pasand na aanay per oos ki SIFT biyan kernay ko badsoorat ya ugli ka lafz istamaal hota hai matlab ager UGLY kahain gay to ye wo sift biyan ho gi jo hamari aankh daikhti hai
lakin ager hum kahain kay ye cheez na pasand hai to is main oos k doosary pehlu bhi shamil ho jatay hain is liye ugly lafz kisi cheez ki zaahri badsoorti biyan kernay kay liye istamaal hota hai jo hamari aankh daikhti hai.
jahan tak ye kay aisa nahin kehna chahiye to ye theek hai kay ALLAH ki banaye hui kisi bhi shai main say hum ko nuqs nikaalnay ka haq nahin lakin phir bhi hum apni feelings biyan kernay ko lafzon kay muhtaaj to hotay hi hain